Aye Jaun (as) Bhai Ho Tum Meray Lyrics
Mir Hassan has recited Aye Jaun Bhai Ho Tum Meray whereas Mir Sajjad Mir has pinned the lyrics of Aye Jaun (as) Bhai Ho Tum Meray. Raza Shah has composed Aye Jaun (as) Bhai Ho Tum Meray.
Aye Jaun (as) Bhai Ho Tum Meray Lyrics
Aye Jaun Bhai Ho Tum Meray
Abbas Ki Kasam Tumhain Lag Jao Na Galay
Baba Bhi Aye Hain Meray Nana Bhi Aye Hain
Chehray Ka Noor Dekhiye Musa Bhi Aye Hain
Yousuf Kharay Huye Hain Ziyarat Ky Waste
Tujh Ko Duain Ajj Sy Dy Gi Dua-e-Noor
Khushboo Teray Paseenay Ki Phelay Gi Dur Dur
Mil Jaye Ga Lahu Tera Khoon-e-Hussain Sy
Ahl-e-Haram Ko Tum Sy Hai Dharas Meray Delar
Pehra Do Phir Khayam Ka Utho Aye Meray Sher
Kyun Ja Rahe Ho Tum Mujhay Ghurbat Main Chor Ky
Karna Dua Hussain (as) Py Asa Na Waqt Aye
Koi Sada Dy Hum Ko Aur Hum Sy Chala Na Jaye
Lasha Tumhara Dhast Sy Hum Khud Uthainge
Ahista Kehna Saqi-e-Kausar Sy Mera Haal
Rakhti Thi Meri Pyas Ka Amma Bohat Khayal
Ghurbat Na Ho Bayan Meri Amma Ky Samne
Aye Hain Zakhm Tum Ko Meri Jaan Kahan Kahan
In Zalimon Ny Maari Hain Seenay Py Barchiyan
Shabbir Kis Tarhan Sy Tumhare Galay Lagay
Tou Ny Gala Kataya Hai Pehle Hussain (as) Sy
Dilwainge Jaza Woh Shahe Mashraqain (saw) Sy
Chadar Utha Ky Deti Hain Amma Dua Tujhay
Seenay Laga Ky Kehne Laga Ibn-e-Fatima (sa)
Khushboo Sy Teri Mehkee Gi Ta Hashr Karbala
Bou Hai Tere Paseenay Main Kis Ny Kaha Tujhay
Jaldi Thi Dekho Jaun Ko Sajjad Kis Qadar
Dhaal Aur Zira Ko Phenk Ky Seena Kiya Sipar
Jis Dum Suna Hussain (as) Sy
Aye Jaun (as) Bhai Ho Tum Meray was released on 6th august 2021. Keep visiting Lyrixpk for the latest lyrics.
0 Comments