MUSLIM KI KARBALA LYRICS - Mesum Abbas

MUSLIM KI KARBALA LYRICS 

Mesum Abbas has recited Muslim ki Karbala whereas Azlan Azmi has written Muslim ki Karbala lyrics. Muslim ki Karbala Noha has composed by Mesum Abbas and Amanat Ali Khan.

MUSLIM KI KARBALA LYRICS - Mesum Abbas

  • Title: Muslim ki Karbala
  • Reciter: Mesum Abbas
  • Lyrics: Azlan Azmi
  • Lable: Mesum Abbas Youtube channel 



MUSLIM KI KARBALA LYRICS


Haye MUSLIM E GHAREEB AS

Haye MUSLIM E GHAREEB AS


Logo'n  Ye Shehar E Kufa, MUSLIM AS Ki Karbala Hai

Ek Be Watan Yahan Bhi Faujo'n Mein Ghir Gaya Hai


Logo'n  Ye Shehar E Kufa, MUSLIM AS Ki Karbala Hai


Ashoor Se Bhi Pehle Ashoor Ka Hai Manzar

Khush Ho Rahe Hain Zalim MUSLIM AS Ka Khoon Baha Kar

Talwar Hai Laee'n Ki, Mazloom Ka Gala Hai


Barse Hain Teer Is Par Mare Gaye Hain Neze

Laakho'n Se Phir Bhi MUSLIM AS Larta Raha Akele

Na Bhai Hai Na Bete, Na Koi Aasra Hai


Haye  Haye  Haye


Phenka Gaya Hai Jis Dam Inko Bulandiyo'n Se

Awaaz Tootne Ki Aai Thi Pasliyo'n Se

Mazloom Ke Labo'n Par, Bas Haaye SYEDA SA Hai


Hota Gaya Izafa Bekas Ki Bekasi Mein

Khencha Gaya Hai Laasha Koofe Ki Har Gali Mein

SHABBIR AS Ki Tarha Se, Sar Jism Se Juda Hai


Kufe Mein Dar Ba Dar The MUSLIM AS Ke SHAHZADE

Apne Padar Ko Aakhir Kaise Kafan Wo Dete

SAJJAD AS Par Jo Aya, Waisa Hi Marhala Hai


Qasid SHAH E HUDA AS Ka Pyasa Tha Be Watan Tha

Chalees Din Huye The Laasha Bhi Be Kafan Tha

Jo SHEH AS Ke Saath Hoga, Sab Kuch Wahi Hua Hai


AZLAN aur MESUM Tha SYEDA SA Ka Nauha

Haye Mere Laal Tujh Ko Mara Gaya Hai Pyasa

MUSLIM AS Ki Laash Par Bhi, ZEHRA SA Ki Ye Buka Hai..


Logo'n  Ye Shehar E Kufa, MUSLIM AS Ki Karbala Hai


*******************************************************


MUSLIM KI KARBALA Urdu Lyrics


ہائے مُسلمِ غریب ع

ہائے مُسلمِ غریب ع


 لوگوں یہ شہرِ کوفہ، مُسلم ع کی کربلا ہے

ایک بے وطن یہاں بھی، فوجوں میں گھر گیا ہے


لوگوں یہ شہرِ کوفہ، مُسلم ع کی کربلا ہے


عاشور سے بھی پہلے عاشور کا ہے منظر

خوش ہو رہے ہیں ظالم مُسلم ع کا خوں بہا کر

تلوار ہے لعیں کی، مظلوم کا گلا ہے


برسے ہیں تیر اس پر مارے گئے ہیں نیزے

لاکھوں سے پھر بھی مُسلم ع لڑتا رہا اکیلے

نہ بھائی ہے نہ بیٹے، نہ کوئی آسرا ہے


ہاے ۔ہاے۔ ہاے-


پھینکا گیا ہے جس دم ان کو بلندیوں سے

آواز ٹوٹنے کی آئی تھی پسلیوں سے

مظلوم کے لبوں پر، بس ہائے سیدہ س ہے

 

ہوتا گیا اضافہ بے کس کی بے کسی میں

کھینچا گیا ہے لاشہ کوفے کی ہر گلی میں

شبیر ع کی طرح سے، سر جسم سے جدا ہے


کوفے میں در بدر تھے مُسلم ع کے شاہزادے

اپنے پدر کو آخر کیسے کفن وہ دیتے

سجاد ع پر جو آیا، ویسا ہی مرحلہ ہے


قاصد شہ ہدیٰ ع کا پیاسا تھا بے وطن تھا

چالیس دن ہوئے تھے لاشہ بھی بے کفن تھا

جو شہ ع کے ساتھ ہوگا، سب کچھ وہی ہوا ہے


ازلانؔ اور میثم تھا سیدہ س کا نوحہ

ہاے میرے لال تجھ کو مارا گیا ہے پیاسا

مُسلم ع کی لاش پر بھی، زہرا س کی یہ بکا ہے


لوگوں یہ شہرِ کوفہ، مُسلم ع کی کربلا ہے


"Muslim ki Karbala" was released on 17 July 2018, keep visiting for the latest Nohas lyrics in Hindi and English.

*******************************************************


Lyrixpk FAQs & Trivia

Who sung the "Muslim ki Karbala" Noha?

"Muslim ki Karbala" Noha has recited by Mesum Abbas.

Who Written the "Muslim ki Karbala" Lyrics?

"Muslim ki Karbala" Noha Lyrics is written, by Azlan Azmi.

When was the "Muslim ki Karbala" Noha was released?

"Muslim ki Karbala" noha was released on 17 July, 2018.

Which Music Company has released the song "Muslim ki Karbala"?

"Muslim ki Karbala" Noha is Released under the label of Sadiq Hussain Youtube Channel.

Post a Comment

0 Comments